We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

Mirrors of the Mind

by Grasshopper

/
  • Compact Disc (CD) + Digital Album

    Comes in a jewel case with all the artwork designed by multi-disciplinary artist from Sydney, Jonathan Key & lyrics to all songs.

    Shipping only in India.

    Includes unlimited streaming of Mirrors of the Mind via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    ships out within 4 days
    edition of 500 
    Purchasable with gift card

      $5 USD or more 

     

  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $3 USD  or more

     

1.
Deadweight 02:19
Hello, I need to talk to you. Can we meet?
2.
Roz roz raaton mein, Uth key dekhoon chanda rey, Tu na aaya, Kaali raat ka saaya Kaali raat ka saaya Kaise sapne hain, Jinme na dikhte apne hain, Kaisi maaya, Kaali raat ka saaya Kaali raat ka saaya Kya zillat hai jo mujhko khati hai, Kya qillat hai jo jee ko aati hai, Maine to apna hi bija jo paya. Roz roz raaton mein, Uth key dekhoon chanda rey, Tu na aaya, Kaali raat ka saaya Kaali raat ka saaya Kaise sapne hain, Jinme na dikhte apne hain, Kaisi maaya, Kaali raat ka saaya Kaali raat ka saaya Raakh udti hai sapnon key shehron mein, Daag dikhte hain kismat key chehron mein, Raahon mein chalta hai thodi door pe saaya
3.
F*k O*f 06:56
Yun mita dena mera naam kahani sey, Jaise koi likhta ho koi naam paani sey. Saarey vaadey they aur kya zubaani sey, Saarey lamhey they aur kya, naadani sey. Udti hai zyada, kati, jab hoti hai, patang, magar yeh, kisi ki nahin hoti hai, Kaash koi lele yeh kaash, mere seeney sey, Saans phir jodey meri laash jeeney sey, Khaak sab kar do saarey khwab, kareeney sey, Iskey pehley hon jazbaat kaminay sey
4.
Jabi maut hoti hai, woh time pey nahi rona chahiye. Kyun? kyun, woh toh sab dukh sey door ho gaya. Mar gaya, sab takleef sey door.
5.
Jab bachcha paida hota hai, woh time pey rona chahiye. Jab woh paida hua hai, woh jab tak jiyega, Kaun kaun sa takleef sey guzrega. Us key upar kitni museebatein ayengi
6.
Analog Code 03:00
Woh chhupa khada rehta hai Woh jhankta rehta hai Woh simta sa rehta hai Woh sarakta rehta hai Woh kisiko nahin dikhta, par mehsoos hota hai Woh khaata rehta hai Woh bhooka rehta hai Woh aata hai, jaata hai Woh ruka rehta hai Woh mera saathi nahin hai, par saath zaroor hota hai Kaaley sey tehkhaney hain Jinke moonh khul jaane hain Jo tera hai, jo tere hain Sab nigal jaane hain
7.
Haath chhodey ehsaas key (dil mein mehsoos sab) Lafz ney (par adhoora bayaan hai) Saath chhodey saath key (rishtey mazboot sab) Sabr ney (adhoora par itminan hai) Door bhi, paas bhi, kyun lagey na zindagi khaas si Toofanon mein kashti girney ko raazi hai Barbadi ko apni mehmaannawazi hai Doobein ya ubhrein ab lehreinhi maajhi hain Bhavron ki gehrai manzil ki kaazi hai Haath chhodey yaad key (naam chehrein hain wahi) Vaqt ney (khasiyat faraar hai) Saath chodey ghaav key (zakhm gehrey hain wahi) Dard ney (ahmiyat khaaksaar hai) Door bhi paas bhi, kyun lagey na zindagi khaas si Thak gaye, bejaan sey, aarzoo hai ab kisi sailaab ki
8.
Map of Hope 04:45
Aaainon pey jo bhaap lagi hai, Tere daagon ko dhaank legi, Kisney kaha hai teri maafi, Tere karmon ko saaf karegi? Khidkiyon ki daraarein, Kahan baarishein bhar degi, Aankhon se behti dhaarein, Kahan kismat ko mod degi? Teri chausar pey yun haar key aye Zindagi ko baalon sey kheench key laye Kismat key haath bhi kaam na aaye Darbaron mein yun, yun lut key aaye Kagazon pey kheenchey nakshey, Kahan manzil ko paa lengey, Kisney kaha hai tere sajdey, Tujhey jannat mein laa dengey?
9.
Kaise paththar daale ye paani mein, Jo ek leher nahin banate hain, Jaa baithe zehen ki teh mein, Aur ab aansu chalkate hain. Thode se yeh parde to hilte they, Ab yun hi thame reh jaate hain, Saason key jhonkey to chalte hain, Par dil mein ab kuch nahi udate hain. Bhar do na taarey jitne, Aasma yeh kaala rahega, Kaantey bhi phir na chubhenge, Dil mein jo chaala rahega Aankhon ki chaar diwari mein, Kaale panchi ab aate hain, Lakhon sapnon ki laashein hain, Sannatey noch key khaate hain.
10.
Weightless 08:59
Aaja chalein us or, Jis raste pey na mod, Bas badhta ek or, Jahan raatein ghanghor. Raaton mein aisa zor, Nazron pe pardey odh, Ab mita dey saare shor, Sannatey charon or. Gum hain galliyan, gum hain raste, gum mukaam hain, Gum hain lamhe, gum hain ghadiyan, gum tamaam hain. Aaj tak ki kashmakash sey ab araam hai, Yeh woh manzar hai jo khud ka khud anjaam hai Aaja Chalein is or, Yahan thehrey saari daud, Na khwahishon ki hod, Na mayusiyon key daur. Yeh Jahan hain koi aur Na dishayein, na hi chhor Har rasta ek khoj, Ley jaye sach ki or. Gum hai mehfil, gum hain apne, gum anjaan hain, Gum hain chehre, gum hain saaye, sab gumnaam hai. Aaj tak ki kashmakash sey ab araam hai, Yeh woh manzar hai jo khud ka khud anjaam hai

about

Mirrors of the Mind is the band’s debut studio album. Their concept album is an introspective journey on the various conflicts we face as part of our modern day lives. It is based on the premise that we all are a cabinet inside a cabinet. The inner cabinet is all our thoughts that we hide away & that’s as real as you get & as close to getting to know your real self.

The album simply puts up a mirror, allowing listeners to vicariously reflect on the protagonist's emotional psychedelia as the story unfolds.

Mirrors of the Mind is India’s first cinematic psychedelia based concept album that lends listeners the experience of an introspective musical journey about the various conflicts we face in our modern day lives. The band’s sound blends psycho-acoustic samples with atmospheric musical passages & metaphoric lyrics that instantly create an immersive experience. It’s literally like a soundtrack to a movie that unfolds in your head.

The album is a collaborative effort with eminent international czars such as their Austin based, Grammy nominated mixing engineer Tim Palmer, Justin Shturtz who mastered the album at Sterling Sound and artwork from multi-disciplinary artist Jonathan Key who is based out of Sydney.

Mirrors of the Mind consists of 10 songs, each successive song leading the listener deeper into the protagonists emotional journey, immersing him further into a mesmerizing & unique space

credits

released May 1, 2013

Bhaven Dhanak : Vocals
Gaurav Shah: Guitars
Rahul Singh: Synthesizer/Keyboards

All songs written by Amarpreet, Gaurav Shah and Rahul Singh
All songs lyrics by Amarpreet

Produced and Engineered by Rahul Singh
Recorded at Orange Byte Studios, Mumbai, India

Mixed by Tim Palmer
Mixed at ’62 Studios, Austin, Texas, U.S.A.

Mastered by Justin Shturtz
Mastered at Sterling Sound, New York, U.S.A.

Vocal arrangement (backing vocals) by Bhaven Dhanak
Music programming and sound design by Rahul Singh
Additional Bass Recordings by Melroy Coelho and Anand Nawalkar
Art direction/Design: Jonathan Key, Sydney Australia

Executive Producer: Gaurav Shah

license

all rights reserved

tags

about

Grasshopper Mumbai, India

contact / help

Contact Grasshopper

Streaming and
Download help

Shipping and returns

Report this album or account

If you like Grasshopper, you may also like: